सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Delivery ke Baad Maa ki Dekhbhal kaise karein? लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Nursing Management of Normal Puerperium: Delivery ke Baad Maa ki Dekhbhal kaise karein?

  Normal Puerperium? Puerperium wo period hota hai jo childbirth (placenta delivery) ke turant baad shuru hota hai aur lagbhag 6 weeks (42 days) tak chalta hai. Is dauran maa ke reproductive organs wapas apni pre-pregnancy state (delivery se pehle wali halat) mein lautne ki koshish karte hain. Ise hum Postnatal Period bhi kehte hain. Ek ANM ke naate, aapko ye pata hona chahiye ki kya "Normal" hai aur kab "Danger" sign hai. Physiological Changes During Postnatal Periods Delivery ke baad sharir mein kai tarah ke badlav aate hain. Inhe samajhna nursing care ke liye bahut zaroori hai. 1. Involution of Uterus Involution ka matlab hai uterus (pate) ka wapas apne normal size mein aana. Delivery ke turant baad, uterus ka weight lagbhag 1 kg hota hai. 6 weeks ke ant tak, ye sirf 60 grams ka reh jata hai. Agar ye process slow ho, toh use Sub-involution kehte hain. 2. Lochia (Vaginal Discharge) Delivery ke baad jo vaginal discharge hota hai use Lochia kehte hain. Iske t...